Khwab mein Roza Rakhnay ki Tabeer

Khwab mein Roza Rakhnay ki Tabeer

khawab mein roza rakhna
jo shakhs khawab mein roza rakh le wo izzat haasil kere ga ya woh to bah kere ga ya qisam ka kaffara day ga ya usay beta miley ga
jo shakhs ramadaan al mubarak mein rozay ke beghair ho, woh neeki ke liye daur daraaz ka safar kere ga agar khawab meon roz rakhnay wala mareez hoto woh Shifa yab hoga.

khwab me roza rakhna

Share via
Copy link