Khwab mein Surah Al Muzamil ki Tilawat
Jis ne khawab mein Surah Muzammil ya is ka kuch hissa parha ya is par parha gaya. To daleel hai woh bara islaah wala hoga. Aur tahajud guzaar ho ga aur kaha gaya ke woh qaari quran ho ga. Aur is se allah taala duniya aur akhirat ki tangdasti ko daur farmaen ge.
Aur baaz ne kaha ke woh tangdasti aur khauf paye ga. Aur phir is ka khauf zael hoga. Aur kaha gaya ke pehlay woh tahajud guzaar tha. Ab is se ghaafil ho gaya usay chahiye ke dobarah is par mudawmat kere.
- Khwabon mein Rooh ki Haqeeqat
- Dreaming of Marriage | Unlocking Islamic Interpretations and Meanings
- Dreaming Death and its Islamic Meaninigs and Interpretations
- Seeing Fish In Dreams | Meaning and Interpretations by Ibn Sirin
- Different Snake Dreams Islamic Interpretations