Khwab mein Surah Al Noor ki Tilawat
Jis ne khawab mein Surah Noor ya uska kuch hissa parha ya is par parha gaya. To hazrat Jaffer Razi Allah taala anho farmatay hain ke woh un logon mein se hoga jo amar balmarof aur nahi an almunkr karte hain. Aur uski mohabbat aur dushmani sirf allah ki raza ki khatir hogi. Aur kaha gaya ke allah taala uskay dil aur qabar ko munawar farmaye ge.
Aur kaha gaya ke usay marz la-haq ho ga aur kaha gaya ke usay taqwa aur yaqeen ata hoga agar is ne uski shuru ki das ayatain parheen to daleel hai. Woh apni biwi ko talaq day ga. Ya usay chore kar mar jaye ga. Aur jis ne uskay shuru ka kuch hissa parha to alamat hai. Woh sunnat ko paye ga. Aur har guzray hue aur mojood momin aur momina ki tadaad ke mutabiq usay ajar ataa hoga.
- Khwabon mein Rooh ki Haqeeqat
- Dreaming of Marriage | Unlocking Islamic Interpretations and Meanings
- Dreaming Death and its Islamic Meaninigs and Interpretations
- Seeing Fish In Dreams | Meaning and Interpretations by Ibn Sirin
- Different Snake Dreams Islamic Interpretations