Khwab mein Surah Al-Qasas ki Tilawat ki Tabeer
Jis ne khawab mein Surah Al-Qasas ya is ka kuch hissa parha ya is par parha gaya. To hazrat abbu baker seddiq farmatay hain ke allah taala usay aazmayen ge biyabaan mein zameen ki kisi cheez ke zareya. Aur hazrat umar ban khitaab farmatay hain ke woh azmaish shehar mein hogi.
Aur baaz ulama ne kaha ke allah taala usay tilawat ki wajah se hikmat aur kher ataa farmaen ge. Aur woh qaroon ke khazanon ko halal tareeqon se paye ga. Aur kaha gaya ke usay ilm aur feham naseeb hoga.
- Khwabon mein Rooh ki Haqeeqat
- Dreaming of Marriage | Unlocking Islamic Interpretations and Meanings
- Dreaming Death and its Islamic Meaninigs and Interpretations
- Seeing Fish In Dreams | Meaning and Interpretations by Ibn Sirin
- Different Snake Dreams Islamic Interpretations