Khwab mein Surah Al-Younas ki Tilawat
Jis ne khawab mein surah Younis ya is ka kuch hissa parha ya is par parha gaya. To Hazrat Abu bakar Siddiq farmatay hain ke is par maal ke muamlay mein azmaish aegi. aur hazrat imam Jaffer farmatay hain ke woh tanhai pasand ho ga. Aur aurton mein masroof rahay ga.
Aur baaz ne kaha ke Allah taala usay ilm aur yaqeen se nawaazain ge. aur Allah taala usay makkaron ke makr aur Jadugaron ke jadu se mehfooz rakhen ge. aur agar usay koi mareez parhay to Daleel hai Allah taala usay Shifa deingay. aur yeh bhi kaha gaya jo usko parhay to duniya ke muamlay mein Zuhad ikhtiyar karega.
- Khwabon mein Rooh ki Haqeeqat
- Dreaming of Marriage | Unlocking Islamic Interpretations and Meanings
- Dreaming Death and its Islamic Meaninigs and Interpretations
- Seeing Fish In Dreams | Meaning and Interpretations by Ibn Sirin
- Different Snake Dreams Islamic Interpretations