Khwab mein Surah Hood ki Tilawat
Jis ne khawab mein Surah Hood ya is ka kuch hissa parha ya is par parha gaya. To hazrat Umar farmatay hain ke woh ziyada dushmanon wala ho ga. Aur hazrat Jaffer ” farmatay hain ke woh safar ko tarjeeh day ga. Aur lambi Umar payega. Aur kaha gaya ke usay khaiti baari mein se rizaq ataa hoga. Bashart e kay woh sahih yaqeen aur Allah par acha gumaan rakhay. Aur usay ajar hoga.
Hazrat Nooh alaihi salam ki tasdeeq aur takzeeb karne walon ki tadaad ke mutabiq. Aur qayamat ke din woh Allah taala ke haan Shafaat karne walon mein se hoga. Aur yeh bhi kaha gaya ke jo is ki tilawat kar yga to woh safar kere ga. Aur hadaiyat aur duniya paye ga.
- Khwabon mein Rooh ki Haqeeqat
- Dreaming of Marriage | Unlocking Islamic Interpretations and Meanings
- Dreaming Death and its Islamic Meaninigs and Interpretations
- Seeing Fish In Dreams | Meaning and Interpretations by Ibn Sirin
- Different Snake Dreams Islamic Interpretations