Khwab mein Surah e Luqman ki Tilawat ki Tabeer

Khwab mein Surah e Luqman ki Tilawat

Jis ne khawab mein Surah Luqman ya is ka kuch hissa parha ya is par parha gaya. To Daleel hai Allah taala usay kitaab aur hikmat ka ilm ataa farmaen ge. Jo usay parhay ga woh acha khtat banay ga aur hikmat haasil kere ga.

Agar Allah taala qayamat ke din aik dana bhi nikalay ga, yani Allah taala qayamat ke din Adal kere ga. To aik dana bhi nahi bach sakay ga. Agar yahi baat hai to musalman ko insaaf ki bohat fikar ho jati hai. Aur har aik namaz musalman ko yaad dilaati hai.

Ke insaaf ka din anay wala hai. Musalman ko apni zindagi mein, ya is ki zindagi mein insaaf karna hoga. Aur musalman ko yeh yakeeni banana hoga ke is ke aas paas ke log bhi aisa hi kar rahay hain.

surah luqman tilawat ka khwab tabeer

Share via
Copy link
Powered by Social Snap